Lyrics Of Indian Songs (By Atif Aslam) - Movie songs lyrics - Lyrics - News - Atif Arena.Atif aslam fan club
Main Registration Login
Welcome Guest!

Atif Arena - Atif Aslam Fan Club!
Main » Articles » Lyrics » Movie songs lyrics

Lyrics Of Indian Songs (By Atif Aslam)

Lyrics Of Indian Songs (Sung By Atif Aslam)

WOH LAMHAY (Zeher)

Woh Lamhay Woh Batain Koi Naa Janayyyy
Thi Kaisi Ratainn
wohh barsatainnnn
wohh bheegi bheegi yadainnn
wohh bheegi bheegi yadainnnn

Na main janoooo.... Na tu janayyyyy
kaisa hai yeh mosaammm
koi naa janayyyy
Kahin say yeh khizaaa aiiii
Ghamoo kee dhop sang laaiiii
Khafaa hoo gayee humm
Judaaa hoo gayeee Hummm
Woh Lamhayyy Woh Batain Koi Naa Janayyyy
Thi Kaisi Ratainn
wohh barsatainnnn
wohh bheegi bheegi yadainnn
wohh bheegi bheegi yadainnnn

Sagar kee in gehraiii sayy.. gehraaa haii apnaa pyarrr
sehraoo keee in hawaoo mainn.. kaisay ayee gee baharr
kaha say yeh hawa aiiii
ghatayee kali kyn chayeee
khafaa ho gayee humm
judaa ho gayee humm
Woh Lamhayyy Woh Batain Koi Naa Janayyyy
Thi Kaisi Ratainn
wohh barsatainnnn
wohh bheegi bheegi yadainnn
wohh bheegi bheegi yadainnnn

AADAT (Kalyug)

Judaa Ho Kay Bhii
Tu Mujhmain Kahin Bakii haiii
palkoo main ban kay ansooo tu chali ati haii
Judaa ho kayy bhiii.

waisay zinda ho ayee zindagii Bin teray main
dard hee dard baki raha hai seenay main
sans laina bhar hee yahan...jeena nahi hai
ab to aadat see hai mujhkoo aisay jeenay mainn
juda ho kay bhii
Tu Mujhmain Kahin Bakii haiii
palkoo main ban kay ansooo tu chali ati haii

sath mairay hai tu har pal ..shab kay andhairay main
pass mairay hai tu har dumm ujlayy sawaray mainn
dil say dharkan bhula dainaa asann nahi haii
ab to adat see hai mujhkoo aisay jeenay main
Tu Mujhmain Kahin Bakii haiii
palkoo main ban kay ansooo tu chali ati haii

Ab To Aadat see hai mujhkoo Aisay Jeenay mainn
yeh jo yadain hainn
sabhii katainn hainn
hata doo inhainnn
mitaa dooo inhainnnn

Ab To Aadat See Hai Mujhkooooo


Teray Bin (Bus Aik Pal)

Terayy Bin Main Youn Kaisay Jeaa... Kaisay Jeaa Teray Bin
Terayy Bin Main Youn Kaisay Jeaa... Kaisay Jeaa Teray Bin
lay kar yadain teri ratain mairi katii
lay kar yadain teri ratain mairi katii
mujhsay batain teri karti hain chandanii
tanhaaa hai tujhbin ratain mairi
din mairayy din kay jaisay rahii

hmm tanha badan tanha hai roh
na mairi ankhain rahayy
aa jaa ab mairay roh baroo
jinaaa nahii binn terayyyyy

teray bin main youn kaisay jeaa...kaisay jeaa teray bin
terayy bin main youn kaisay jeaa.. kaisayy jeaa teray bin

hmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmhmmmmmmm

kab say ankhain mairi raha main teray bichii
kab say ankhain mairi raha main teray bichii
bholay say hee kabhiiiii tu miljayee kahinn

bholayyy naaa mujhsay batain terii
bhegiii hain har pal ankhain mairi

hmm kyn sansoo main main jeoo jena bura sa lagay
kyn ho gaya tu baywafa mujhkoo bata day wajehhh

teray bin main youn kaisay jeaa...kaisay jeaa teray bin
terayy bin main youn kaisay jeaa.. kaisayy jeaa teray bin
teray bin main youn kaisay jeaa...kaisay jeaa teray bin
terayy bin main youn kaisay jeaa.. kaisayy jeaa teray bin
Terayyy binnn... terayy binnn... terayyyy binnn.. terayy binn
teray binnn... kaisayy jeaaa

Pehli Nazar Mein Song Lyrics

Pehli nazar mein
Kaise jaado kar diya
Tera ban baita hai
Mera jiya
Jaane kya hoga
Kya hoga kya pata
Is pal ko milke
Aa jee le zara

Mein hoon yahan
Tu hai yahan
Meri bahon mein aa
Aa bhi ja
O jaan-e-jaan
Dono jahan
Meri bahon mein aa
Bhool Ja aa

O jaan-e-jaan
Dono jahan
Meri bahon mein aa
Bhool Ja aa

Baby i love u, baby i love you, baby i love you, baby i love you … so..
Baby i love u
Oh i love u
I love u
I love u so
Baby i love u

Har dua mein shamil tera pyaar hai
Bin tere lamha bhi dushwar hai
Dhadhkon ko tujhe se hi darkar hai
Tujhse hai rahtein
Tujhse hai chahtein

Har dua mein shamil tera pyaar hai
Bin tere lamha bhi dushwar hai
Dhadhkon ko tujhe se hi darkar hai
Tujhse hai rahtein
Tujhse hai chahtein

Tu jo mili ek din mujhe
Mein kahin ho gaya lapata

(O jaan-e-jaan
Dono jahan
Meri bahon mein aa
Bhool Ja aa ) ….. 2

(Kar diya Deewana dard-e-Kash ne
Chain cheena isqh ke ehsaas ne
Bekhayali di hai tere pyaas ne
Chaya suroor hai
Kuch to zaroor hai) ….. 2

Yeh dooriyan
Jeene na de
Hal mera tujhe na pata

(O jaan-e-jaan
Dono jahan
Meri bahon mein aa
Bhool Ja aa) ….. 2

Baby i love u, baby i love you, baby i love you, baby i love you … so..
Baby i love u
Oh i love u
Baby I love u
I love u…

Bakhuda Tumhi Ho lyrics

Hoooo…
Ho ho ho..
Hooo…
Tu hi ehsason mein,
Tu hi jazbaton mein,
Tu hi lamhaton mein,
Tu hi din raaton mein..

Bakhuda tumhi ho,
Har jagah tumhi ho,
Haan mein dekhua jahan jab,
Uss jagah tumhi ho,
Yeh jahan tumhi ho,
Wo jahan tumhi ho,
Iss zameen se falak ke,
Darmiyaann..tumhi ho,
Tum hi ho, beshumaar,
Tum hi ho..
Tum hi ho, mujh mein haan,
Tum hi ho..Tum hi ho..
Hooo….

Kaise bataye tumhe,
Aur kis tarah yeh,
Kitna tumhe hum chahte hai,
Saaya bhi tera dikhe,
To paas jaake,
Usmein simat hum jaate hai,

Raasta tum hi ho,
Rehnuman tum hi ho,
Jiski khwahish hai humko,
Wo panah tum hi ho,
Tum hi ho, beshumaar,
Tum hi ho..
Tum hi ho, mujh mein haan,
Tum hi ho..

Tu hi ehsason mein,
Tu hi jazbaton mein,
Tu hi lamhaton mein,
Tu hi din raaton mein..

Kaise bataye tumhe,
shab mein tumhare,
Khwaab haseen jo aate hai,
Kaise bataye tumhe,
Lamz wo saare,
Jism ko jo mehkate hai

Iftida tum hi ho
Intehaan tum hi to
Tum ho jeene ka maksad
Aur wajah tum hi ho..

Bakhuda tumhi ho,
Har jagah tumhi ho,
Haan mein dekhua jahan jab,
Uss jagah tumhi ho,
Yeh jahan tumhi ho,
Wo jahan tumhi ho,
Iss zameen se falak ke,
Darmiyaann..tumhi ho,
Tum hi ho, beshumaar,
Tum hi ho..
Tum hi ho, mujh mein haan,
Tum hi ho..Tum hi ho..
Hooo….
Ho ho ho..
Hoo…





 

Category: Movie songs lyrics | Added by: Danoo (2010-06-08)
Views: 32266 | Comments: 3 | Rating: 3.8/325
Total comments: 3
3 LOVELY JAN  
0
I LOOOOOOOOOOOOOOOVVVVVVVVVVVVVVEEEEEEEEEEEEEEEE ATIF ASLAM

2 Zarmeen  
0

1 irum  
0
atif aslam ky sary song to ousam hoty hain i love atif aslam or yeh songs mein dedicate krti houn apni best frnd and b.f yani merium and rehan ko

Only registered users can add comments.
[ Registration | Login ]

Join us!

Search

Atif Arena Poll

Atif aslam's popularity is due to?
Total of answers: 19891

Statistics


Total online: 1
Guests: 1
Users: 0

Subscribe To Us!

Enter your email address:

Friday
2024-04-19
2:56 PM


Copyright Atif Arena © 2024