Lyrics Of Doorie (2nd Album) - Album Lyrics - Lyrics - News - Atif Arena.Atif aslam fan club
Main Registration Login
Welcome Guest!

Atif Arena - Atif Aslam Fan Club!
Main » Articles » Lyrics » Album Lyrics

Lyrics Of Doorie (2nd Album)












Lyrics Of Doorie (2nd Album)

DOORIE

Dooori
Dooori
Dooori
Sahi Jaaye Naa
Sahi Jaaye Naa

Khaamoshiyaan Yeh
Seh na Sakoon
Awaaz de ke mujhe tu
De ja sakoon
Yehhhhh

Khaamoshiyaan Yeh
Seh na Sakoon
Awaaz de ke mujhe tu
De ja sakoon
Heyyyyyyy

Dooori
Dooori
Sahi Jaaye Naa
Sahi Jaaye Naa
Ho aaaaaaaaaa

Adhoora hun main ab Tere bina
Adhoori meri zindagani Reh Jaayegi
Heyyyyy

Adhoora hun main ab Tere bina
Adhoori meri zindagani Reh Jaayegi
Yehhhhhhhh

Dooori
Dooori
Sahi Jaaye Naa
Sahi Jaaye Naa

Har raah mein tu Aaye Nazar
Katka nahi ab akeleTanha Safar
Wooooooo

Har raah mein tu Aaye Nazar
Katka nahi ab akele Tanha Safar
Yehhhhhhhhh

Dooori
Dooori
Sahi Jaaye Naa
Sahi Jaaye Naa
Hoo Aaaaaaaaaaaa

HUM KISS GALI JAA RAHAY HAIN

hum kis galin ja rahein hain
hum kis galin ja rahein hain
apana koyi thikaana nahin
apana koyi thikaana nahin

armaano ki anjuman mein besud hain apani lagan mein
apana koyi fasaana nahin - 2
ye yi ye yi ye yi ye...o o o o o o o... - 2

(ek ajnabi sa chehara, rehata hain meri nazar mein
ek dard aa ke thehara din raat darde jigar mein) - 2
jaagi hain kaisi talab si, ye aarajoo hain ajab si
lekin kisiko bataana nahin - 2
hum kis galin ja rahein hain - 2
apana koyi thikaana nahin - 2

(betaabiyaan hain pal pal chayaa ye kaisa nasha hai
khaamoshiyon mein sada hosh bhi gumshuda hai) - 2
dar dar ka ghumata hai, masti mein kyon jhumata hai
deewaane dil ne jaana nahin - 2
hum kis galin ja rahein hain - 2
apana koyi thikaana nahin - 4

ORE PIYAA

o re piya tarse jiya - 2
o re piya mera tarse jiya, kyon tu na aaye re
naina tarse pal pal barse, tujhe bulaaye re
o re piya

(preet ke mausam ye albele
beet rahein hum kyon hai akele) - 2
naina jaage saari rayn, ud gayi nindiya kho gaya chain - 2
o re piya tarse jiya
o re piya mera tarse jiya, kyon tu na aaye re
naina tarse pal pal barse, tujhe bulaaye re

(reet ye aisi kaun banaaye
saawan beeta piya na aaye) - 2
(saanj bahein us door gagan mein
mann bhaage sune aangan mein) - 2
o re piya tarse jiya
o re piya mera tarse jiya, kyon tu na aaye re
naina tarse pal pal barse, tujhe bulaaye re
re e e e e..........
o jiya tarse re e e e e...........
o re piya piya piya aa aa.......
o tarse jiya
o re piya mera tarse jiya, kyon tu na aaye
o re piya o re piya tarse jiya
o re piya tarse jiya
piya piya aa aa.......

KUCH IS TARHAN

Kuch is tarah teri palkein meri palkon se mila de
Aansoo tere saare meri palkon pe sajaa de

Kuch is tarah teri palkein meri palkon se mila de
Aansoo tere saare meri palkon pe sajaa de

Tu har ghadi har waqt mere saath raha hai
Haan yeh jism kabhi door kabhi paas raha hai
Jo bhi gham hain yeh tere unhein tu mera pataa de

Kuch is tarah teri palkein meri palkon se mila de
Aansoo tere saare meri palkon pe sajaa de

Mujhko toh tere chehre pe yeh ghum nahin janchta
Jaayiz nahin lagta mujhe ghum se tera rishta
Sun meri ghuzarish ise chehre se hataa se
Sun meri ghuzarish ise chehre se hataa se

Kuch is tarah teri palkein meri palkon se mila de
Aansoo tere saare meri palkon pe sajaa de

MAHIYAA VE SOHNIYA

soniya aa aa aa...
mahiya aa aa aa...

pick a time pick a place
close your eyes and walk this way
i'll be there
pick a time pick a place
close your eyes and walk this way
i'll be there

mahiya ve
soniya ve
mahiya ve
soniya ve

mahiya ve soniya
mahiya ve soniya
dil naiyyo lagda

mausam mausam teri chahat
kasandesa hai
aahat aahat tere aane
kaandesha hai
har khushboo se aati hai ab teri khushboo
manzar manzar aalam aalam
hai nazar bas tu

tere bin sona sona lagda hai mujhko ta janiya saara jahan
tujhse haseen hain sapnon ki mehfil tujhme basi hai jaan

mahiya ve soniya
mahiya ve soniya
dil naiyyo lagda

pick a time pick a place
close your eyes and walk this way
i'll be there
pick a time pick a place
close your eyes and walk this way
i'll be there

aati jaati saanson mein hai
dard badi hulchul
kaante se nahin katt ta hai tanhayee ka pal
paagal paagal rehti hain meri toh har dadhkan
bas tere deedar ka chahya mujhpe paagalpan
sunle sadaayein meri dekhoon mein jhalak teri ab mere saamne aa
mujhko kasam teri kahey bekaraari meri chupchup ke na tadpa

MAULA

maulaaaaa maulaaaaaaaa
ooooooooooo'
mujhko bata maira dar hai kaha maula
mujhko bata maira dar hai kaha maula
jogi bana main phirda rawan kinna
jogi bana main phirda rawan kinna

Rohh ko tu hawa bus tu he aab hai
Rohh ko tu hawa bus tu he aab hai
is nazar ko to sirf tera he khuwab hai
is nazar ko to sirf tera he khuwab hai

mujhko bata maira dar hai kahan maula
mujhko bata maira dar hai kahan maulaaa
jogi bana main phirda rawan kinaa
jogi bana main phirda rawan kinaa

joogiieeee banaaaaa aaaaaa aaaaa

shor kyn kar rahi yahan har ik zaban
shor kyn kar rahi yahan har ik zaban
naam tera kaha gum shuda gum shuda
naam tera kaha gum shuda gum shuda

mujhko bata maira dara hai kaha maula
mujhko bata maira dar hai kahan maulaaa
jogiiii bana main phirda rawan kinnaa
jogi bana main phirda rawan kinaa

jogiii banaaa maulaaa jogii bana maulaaa
jogi bana main phirda rawan kinnaa

mujhko bata maira dar hai kahan maulaaa
mujhko bata maira dar hai kahan maulaaa
jogi bana main phirda rawan kinnaa
jogi bana main phirda rawan kinaa


  See the Translation Of Doorie album songs In English

Category: Album Lyrics | Added by: Danoo (2010-06-08)
Views: 30718 | Rating: 0.6/211
Total comments: 0
Only registered users can add comments.
[ Registration | Login ]

Join us!

Search

Atif Arena Poll

New Design Vs old Design?
Total of answers: 11407

Statistics


Total online: 1
Guests: 1
Users: 0

Subscribe To Us!

Enter your email address:

Tuesday
2024-04-23
11:13 PM


Copyright Atif Arena © 2024