Lyrics Of Jalpari (1st Album)
AADAT
Najanay kab say umeedain kuch baqi hain
Mujhe phir bhi teri yaadd kyun
Aati hai
Najanay kab say
duur jitna bhi tou mujh say paaas teyray mein
ab tou aadat si hai mujh ko aisay jeenay mein
Chahat aisi hai yeh teri bharti jay
Aahat aisi hai yeh teri mujh ko satayay
Yaadein gehri hai itni dil doob jaye
Aur aankhoun mein yeh gham numm bunjay
Ab tou aadat si hai mujh ko...
Sabhi batein hain sabhi raatein hain
Bhula do unhein mita do unhein
Abb tou aadat si hay mujh koooo...
JALPARI
Mujh say kahay ek jalpari
Doob janay do jal mein kahein
Dil ki lagi kehnay lagi
Ruk Janay do teher janay do
Jal mein kahein
So janay do chup janay do
Lehron mein kahein duub janay do
Shoor na kero yau ankh hai lagi
Behl janay do yaar
Jal mein kahein
O re piya kehta jiya
Tu hai kahaan mein hun yahan.
EHSAAS
Mein ik fard hoon ya ek ehsaas hon
Mein ik jism hoon k rooh ki piyaas houn
K sach ki talaash hai duur aakaash hai
Manzil paas nahi kya tou meyray paas hai
Kabhi mein amal hoon kabhi bay amal hoon
Gar tujh mein nahi tou phir bay mehal houn
K sach ki talaash hay duur aakaash hay
Manzil paas nahi kiya tou meray paas hai.
ZINDAGI
Rangon mein khwaboun mein hum sabhi
Naynun mein akhiyan mein tum jo kabhi
Apnay haath zara tou utha lay
Maang lay rub say dua
K woh baant day saari khushiyaan
Bhula day saaray gham
K rahein hum rangoun mein
K rahein hum khwaboun mein
Zindagi zara tou jhoom lay
Apnay gird zara tou daikh lay
Baant day saari khushiyan
Bhula day saaray ghum
K rahain hum rangoun mein.
YAQEEN
Aaj dil dukha hay
Tum yaad aayay
Anjaanay log hain apnay kahan dhoondh payain
Jagay hain sooyay nahi
Aisi hay meri yeh bechaini
Din bhi wohi ratein wohi
saanssoun mein saanssain hain nahi
Shaamain ab dhaulti nahi
Aanchal jou tara simut jay
App yahan humesha rahein
Soori rahay na houn faaslay
Ab agar tum milay tou
Itna yaqeen hai
Huss dein gay hum tou
Rouna nahin hay.
GALSUNJA
Gal sun ha tu mairi oo jan waalya
Talnu rab de he raakha oo jaan walya
Chugiyaan wich mein tab de phiraan
Paniyaan di mein sair karaan
Taray baajoun ni lagda a gee way
Hanju hun meray sokday nai way
Jad tak mainuluun na theinwain
Tad tak nai oo balnay mein deeway
oo gal sun ja
Way mein aandar baarhar jaawan
Taray aan de rahwaan na paawaan
Bathi rawaan mein piplaan di chawan
Kainday loog meinu kamli haawaan
Gal Sun Ja.
MAHI VE
Mahiway
Teray dilaan diyan galaan menu
luuk luuk dain hwaawaan
Jidhoun badai garjey saa ruuk jaway
Akhaan tainu waikhan
Hanjuu Mujh jaanday
Kadi aa miyan way saaday wairay
Muk jaanay nay way
Saaray wichoray
Suuna jub way sara
Meenu mulaa way kadi mairi we o na gadar na paway
Muuk jaanay nay way saaray wichoray
Mahi way
Teray dilaan diyan galaan menu
Luuk Luuk dain hwaawaan
BHEEGI YADAIN
Na mein janu
Na tu janay
Kaisa hai yeh aalam
Koi na janay
Phir kyun hai yeh tanhai
Kaisi hai yeh ruswaiee
Ghum ho gay tum ,
Khoo gae tum
Woh lamhay woh raatein
Koi na jaanay
Thein kaisi baatein
Wah barsaatein
Woh beeghi beeghi yaadein
Aandhi ho ya tufaan ho,
Mairay man mein rahay tu sada
Koi apna ho ya praaya ho
Usay dhudhoun mein kahan
Phir kyun hai yeh tanhai
Kaisi hai yeh ruswai
Ghum ho gae tum khoo gae hum
Woh lamhay
Sagar ki in lehroun say
Gehra hai mera pyar
Sehraaoun ki in hwaaoun mein kaisay aay gi bahaar
Phir kyun hai yeh tanhai
Kaisi hai yeh ruswaieo
Ghum ho gae tum khoo gae hum.
See The Translation of Jalpari album's Songs in English
|